Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho

Tumhi ho mata, pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho

Tumhi ho maata pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho

Tum hi ho saathi, tumhi sahaare
koi na apnaa siva tumhaare
Tumhi ho naiya, tum hi khivaiya
Tum hi ho bandhu, sakha tum hi ho

Tumhi ho mata, pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho

Jo khil sake na wo phool hum hain
Tumhaare charano ki dhool hum hain
Daya ki drishti sada hi rakhana
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho

Tumhi ho mata, pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho

Tumhi ho mata, pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho

Tumhi ho mata, pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho




Upcoming Festivals & Vrat 2024











The Divine News










ENहिं